kaafi dino baad gaon jaane par
mera gaon chhota ho gaya hai, tukron me banta hua sa, kisi ne samuhik bageeche ka apna hissa khod diya hai, bachche ab waha cricket nahi khelte, school ke chaaro taraf ek deewar ban gayi hai, jiske upar taar lagi huyi hai. kuch logon ne ghar ke saamne baad laga di hai, aur ab,phool deewaron [...]
